Desh men korona sankraman ki badhti vikralta ke beech pichhle 24 ghanto men 24 hajaar se adhik naye maamle saamne aaa hain aur ab bharat sankraman se sabse adhik prbhavit deshon ki suchi men tisre sthaan par aa gayaa hai।
Kendriya swasthy evam parivaar kalyaan mantralaya ki or se somvaar ko jaari aankdon ke mutaabik desh bhar men pichhle 24 ghanton ke dauraan korona sankraman ke 24,248 naye maamle saamne aaye hain jisse kul sankramiton ki sankhya badhakar 6,97,413 ho gayi hai। Ishi avadhi men korona virus se 425 logon ki mrityu hone se mriatkon ki sankhyaa badhakar 19,693 ho gayi hai।

Aabadi ke hisaab se desh ke sabse bade raajya uttar prdesh men korona sankraman ke ab tak 27,707 maamle saamne aaa hain tathaa ish virus se 785 logon ki maut hui hai jabaki 18,761 marij svasth ho gaye hai।
Comments
Post a Comment